Sanwariya Sanwariya Mai song play online
Search and Download your selected mp3 song



Mp3 song Movie song Bhojpuri song


derben_clove





free download Sanwariya Sanwariya Mai From Swades 2004


Song Lyrics Title : Sanwariya Sanwariya
Song Lyrics Movie : Swades (2004)

mp3 songs

(Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya
Tune mann moh liya…saanwariya ho…) -2
Uljha sa ye mann hai, sulgha sa ye tann hai
Sapnon ka saawan hai, nainon ka aangan hai
Chhalke mann gaagariya..saanwariya ho…saanwariya ho…
Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya
Tune mann moh liya…saanwariya ho…

Tara rara ra ra ra ra ra ra…aa… -2

Jo tu yun paas aaya hai, jo tu yun dil pe chhaaya hai
Toh maine kya paaya hai, kaise kahoon haan
Kahin dhadhkan ki kaliyaan hai, kahin sapnon ki galiyaan hai
Jo mann mein rang-raliyaan hai, kaise kahoon
Tu jo, mujhe, aise, behkaaye, kabhi kabhi mujhe toh badi laaj si aaye
Bhooli hoon main jaise, apni dagariya
Jabse hai dekhi maine, prem nagariya, prem nagariya
Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya
Tune mann moh liya…saanwariya ho…

Ho…ho…ho…ho…ho…

Tu jo, mila, mujhe, toh ye saara, sama, badal gaya
Khilne lage hain phoolse meri raah mein
Phir yun, laga, mujhe ke ye dharti, nayi huwi
Naya ambar huwa, teri aur meri chaah mein
Chanchal, hawa, taraana koyi gaaye
Nadiya bhi koyi kahaani kehti jaaye
Jabse mili sajna, tujhse najariya
Ho gayi hai sudh-budh ki mujhse gathhariya
Saanwariya saanwariya
Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya
Tune mann moh liya... saanwariya ho...

Tara rara ra ra ra ra ra ra…aa… -2



Recent and popular Tag cloud - playmp3song.com: Sanwariya Sanwariya Mai song play online, online play Sanwariya Sanwariya Mai mp3 song, listen Sanwariya Sanwariya Mai mp3 songs, Sanwariya Sanwariya Mai song lyrics, Sanwariya Sanwariya Mai free play, Sanwariya Sanwariya Mai mp3 song online, play online Sanwariya Sanwariya Mai song, free Sanwariya Sanwariya Mai song lyrics, Sanwariya Sanwariya Mai listen online, Free Download Sanwariya Sanwariya Mai song, Sanwariya Sanwariya Mai song lyrics download, Sanwariya Sanwariya Mai hindi song lyrics, Free Sanwariya Sanwariya Mai download song lyrics, Free download Sanwariya Sanwariya Mai song lyrics, Sanwariya Sanwariya Mai mp3 song play online, Sanwariya Sanwariya Mai mp3 song free play online, Sanwariya Sanwariya Mai full mp3 song online, Sanwariya Sanwariya Mai complete song lyrics, Sanwariya Sanwariya Mai bollywood song, Sanwariya Sanwariya Mai hindi bollywood mp3song, Mp3 song Sanwariya Sanwariya Mai free listen online, Sanwariya Sanwariya Mai hindi bollywood song play online, Download Sanwariya Sanwariya Mai songspk, Download full Sanwariya Sanwariya Mai song lyrics, Songspk Sanwariya Sanwariya Mai download, Hindi bollywood song Sanwariya Sanwariya Mai free play online, Sanwariya Sanwariya Mai free song listen online, Hindi mp3 Sanwariya Sanwariya Mai bollywood hindi song