Search and Download your selected mp3 song



Mp3 song Movie song Bhojpuri song


derben_clove





free download Tohfa Kabool Hai Hame From Ghungroo 1983


Song Lyrics Title = Tohfa Kabool Hai Hame
Song Lyrics Movie = Ghungroo 1983
Singer = Asha Bhosle
Musician = Kalyanji, Anandji
Lyricist = Anjaan
Cast = Shashi Kapoor, Smita Patil, Kunal Goswami,
Komal Ranjit, Waheeda Rehman,
Padmini Kapila
Director = Ram Sethi
Tohfa Kabool Hai Hamein Sarkar Aapka Lyrics

Mp3 Song Lyrics

((Yeh jashn-e-mohabbat ho mubarak ho huzur ko
Kaise chhupaaun ko aaj khushi ke suroor ko
Itni khushi mili ki yeh aansu machal pade
Main khush hoon, maaf keejiye mere kusoor ko...

Tohfa kabool hai hamein sarkar aapka
Tohfa kabool hai hamein sarkar aapka
Le aaya phir wahin hamein
Le aaya phir wahin hamein lo pyar aapka
Tohfa kabool hai hamein sarkar aapka
Le aaya phir wahin hamein
Le aaya phir wahin hamein lo pyar aapka
Tohfa kabool hai hamein sarkar aapka
Tohfa kabool hai hamein...

Anjaam hai, anjaam hai
Anjaam hai yeh pyar ka, yeh pyar ka sila
Kya aapse shikayatein, kya aapse gila
Fariyad kya sunega, sunega
Fariyad kya sunega yeh darbar aapka
Le aaya phir wahin hamein
Le aaya phir wahin hamein lo pyar aapka
Tohfa kabool hai hamein sarkar aapka
Tohfa kabool hai hamein...

Jee chahta aapko jee bhar ke dekh lein
Phir zindagi mein aapse mil paayein na milein
Shayad yehi ho aakhiri
Shayad yehi ho aakhiri deedar aapka
Le aaya phir wahin hamein
Le aaya phir wahin hamein lo pyar aapka
Tohfa kabool hai hamein sarkar aapka
Tohfa kabool hai hamein...

Dil maange, dil de doon
Jaan maange, jaan de doon tere liye jaan-e-jaan
Sunle o dil jaani, main teri deewani
Mere liye tu Khuda
Ashkon ko peena hai, tanha hi jeena hai
Tanha hi jee lenge hum
Teri khushi hai to, yeh zindahi hai to
Zakhmon ko see lenge hum
Yeh shamma jalne do, shole machalne do
Hai saamna yaar ka
Ghungroo bikharne do, yeh rang chadhne do
Bikhre lahoo pyar ka
Alvida, alvida, alvida, alvida, alvida, alvida...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Recent and popular Tag cloud - playmp3song.com: Tohfa Kabool Hai Hame song play online, online play Tohfa Kabool Hai Hame mp3 song, listen Tohfa Kabool Hai Hame mp3 songs, Tohfa Kabool Hai Hame song lyrics, Tohfa Kabool Hai Hame free play, Tohfa Kabool Hai Hame mp3 song online, play online Tohfa Kabool Hai Hame song, free Tohfa Kabool Hai Hame song lyrics, Tohfa Kabool Hai Hame listen online, Free Download Tohfa Kabool Hai Hame song, Tohfa Kabool Hai Hame song lyrics download, Tohfa Kabool Hai Hame hindi song lyrics, Free Tohfa Kabool Hai Hame download song lyrics, Free download Tohfa Kabool Hai Hame song lyrics, Tohfa Kabool Hai Hame mp3 song play online, Tohfa Kabool Hai Hame mp3 song free play online, Tohfa Kabool Hai Hame full mp3 song online, Tohfa Kabool Hai Hame complete song lyrics, Tohfa Kabool Hai Hame bollywood song, Tohfa Kabool Hai Hame hindi bollywood mp3song, Mp3 song Tohfa Kabool Hai Hame free listen online, Tohfa Kabool Hai Hame hindi bollywood song play online, Download Tohfa Kabool Hai Hame songspk, Download full Tohfa Kabool Hai Hame song lyrics, Songspk Tohfa Kabool Hai Hame download, Hindi bollywood song Tohfa Kabool Hai Hame free play online, Tohfa Kabool Hai Hame free song listen online, Hindi mp3 Tohfa Kabool Hai Hame bollywood hindi song