Song Lyrics Title : Aankhon Se Khawab Song Lyrics Movie : Superstar 2008 Singers : Rekha Bhardwaj, Ustad Sultan Khan Song Lyricists : Vibha Singh Music Composer : Shamir Tandon Music Director : Shamir Tandon Director : Rohit Jugraj Music Label : T-Series Starring : Kunal Khemu, Tulip Joshi
mp3 songs
De re kanha naath rega ye ye
Aankho se khwab ruth kar ho o o Aankho se khwab ruth kar, palko se ashk tut kar Aankho se khwab ruth kar, palko se ashk tut kar Jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan bikhar gaye Saahil se mauje phut kar, armaan dil se chut kar Jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan, bikhar gaye, bikhar gaye
Raste wahi galiya wahi,raste wahi galiya wahi Lekin woh bat abb hai kahan Jisame kabhi thi jindagi Jisame kabhi thi jindagi Suna pada hai abhi woh makan Suna pada hai abhi woh makan Kuchh lamhe jaane bujh kar, khushiya tamam lut kar Kuchh lamhe jaane bujh kar, khushiya tamam lut kar Jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan,bikhar gaye, bikhar gaye
Yaado se rukhe thak ke main, lauti toh yeh pata chala Pairo mein the chhaale pade, mushkil tha kitna faasala Jasbaat mere ubkar, ghum ke bhanwar mein dub kar Jasbaat mere ubkar, ghum ke bhanwar mein dub kar Jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan Bikhar gaye, bikhar gaye, bikhar gaye, bikhar gaye Aankho se khwaab ruth kar, palko se ashk tut kar Aankho se khwaab ruth kar, palko se ashk tut kar Jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan, bikhar gaye Saahil se mauje phut kar, armaan dil se chut kar Jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan, bikhar gaye, bikhar gaye Ho o o ho ho jaane kahan, jaane kahan.
Posted by : {Anju}
| |