|
free download Mere Budhape Ko Tu From Apna khoon 1978
|
|
|
Song Lyrics Title : Mere Budhape Ko Tu Song Lyrics Movie : Apna khoon 1978 Singers : Asha Bhosle, Mohammed Rafi Song Lyricists : Verma Malik Music Composer : Master Sonik, Om Prakash Sonik Director : Babbar Subhash Music Label : Saregama Starring : Shashi Kapoor, Hema Malini, Ashok Kumar, Pran
mp3 songs
Na ab koi khatra Na ab koi darr Ye budha tere pass hai Jo dil chahe kar Ari aa na idhar Mere budhape ko Tu kash kar kar le Mauka mila hai Yaara aish kar le Mere budhape ko Tu kash kar kar le Mauka mila hai Yaara aish kar le
Are najar to dekh Kamar to dekh Are ja re ja Umar to dekh Aa mere pyar ki Aajmaish kar le Ari aish kar le Mere mere budhape ko tu Kash kar kar le Mauka mila hai Yaara aish kar le
Sar se paon tak tu Ho gaya safed hai Sar se paon tak tu Ho gaya safed hai Fir me kyu julfo ke Pinjare me kaid hai Fir me kyu julfo ke Pinjare me kaid hai Are kabar pe tere paon latke Fir bhi dekhe kamar ke jhatke Are kabar pe tere paon latke Fir bhi dekhe kamar ke jhatke Ye sauda nahi hai patne wala Tera ticket hai katne wala Upar wala tujhe pukare Alla alla kar tu pyare Alla alla kar tu pyare Alla ke naam pe baaho me bar lu Molla ke naam pe pyar tujhe kar lu Na ho yaki to aajmaish kar le Ari aish kar le
Mere bhudape ko Tu kash kar kar le Mauka mila hai Yaara aish kar le
Aaj bhi tujhe aise jalwe dikha du Aaj bhi tujhe aise jalwe dikha du Char chand teri mai Jawani ko laga du A char chand teri mai Jawani ko laga du Padha ahsino se jab pala Sabke dil ko khush kar dala Hey padha ahsino se jab pala Sabke dil ko khush kar dala Mile bhudape se jawani Ban jayegi nayi kahani Aankho me wo sapne bhar du Manokamana puri kar du Manokamana puri kar du Chain na du, karar na du Dil bhi na du mai pyar na du Aur jo bhi chahe farmaish kar le Farmaish kar le
Mere bhudape ko Tu kash kar kar le Mauka mila hai Yaara aish kar le
Dundhali dundhali ho o Dundhali dhundhali najar hai teri Jhuki jhuki si kamar hai teri Thar tahr kanpe tere hath Kare jawano jaisi baat Dil me tere bara gurur Kar dungi mai chakana chur Mujhse aake kare sawal Buddu teri ye majal O samane tere kahda shabab Himmat hai to de jabab De jabab, de jabab
A janab, de na sakega ye jaba Main chukaunga ye hisab
Agar tu samajh sake nadan Isme chhupe kayi toofan Ek budhape ki tu shaan Barso tak ye rahe jawaan
Are aashiq saudayi Teri shamat hai aayi Jawani hai qayamat Budhapa to hai lanat
Umar ki shan hai tu Ye khali jham hai tu Fiza ka mali hai tu Tut ti dali hai tu Hai jane ki nishani Khatam teri kahani O khatam teri kahani A khatam teri kahani Ari magrur jawani Ari gumanam kahani Ye chehre ka ujala Julf ka rang ye kala Ye palako ki kamane Ye aanchal ki udhane Ari badmast hasina Haya ka ye pasina
Ye ek din bah jayega Yahi sab rah jayega Ha yahi sab rah jayega Ha yahi sab rah jayega
Husn ka rang anokha Magar do din ka dhokha Bari hai isme masti Hai mitne wali hasti Jawani ek nasha hai Jawani ek daga hai Jawani ek wafa hai Are budhapa to khuda hai Jawani ek najara Budhapa to hai sahara Jawani bahti dara Budhapa hai kinara Jawani chandani hai Budhapa roshani hai Jawani se jahaa hai Magar rahta kaha hai Bol magar rahta kaha hai Teri kyu band jubaa hai Magar rahta kaha hai bol Are isliye to kahta hu
Mere bhudape ko Tu kash kar kar le Mauka mila hai Yaara aish kar le Mere bhudape ko Tu kash kar kar le Mauka mila hai Yaara aish kar le..
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
Recent and popular Tag cloud - playmp3song.com: Mere Budhape Ko Tu song play online, online play Mere Budhape Ko Tu mp3 song, listen Mere Budhape Ko Tu mp3 songs, Mere Budhape Ko Tu song lyrics, Mere Budhape Ko Tu free play, Mere Budhape Ko Tu mp3 song online, play online Mere Budhape Ko Tu song, free Mere Budhape Ko Tu song lyrics, Mere Budhape Ko Tu listen online, Free Download Mere Budhape Ko Tu song, Mere Budhape Ko Tu song lyrics download, Mere Budhape Ko Tu hindi song lyrics, Free Mere Budhape Ko Tu download song lyrics, Free download Mere Budhape Ko Tu song lyrics, Mere Budhape Ko Tu mp3 song play online, Mere Budhape Ko Tu mp3 song free play online, Mere Budhape Ko Tu full mp3 song online, Mere Budhape Ko Tu complete song lyrics, Mere Budhape Ko Tu bollywood song, Mere Budhape Ko Tu hindi bollywood mp3song, Mp3 song Mere Budhape Ko Tu free listen online, Mere Budhape Ko Tu hindi bollywood song play online, Download Mere Budhape Ko Tu songspk, Download full Mere Budhape Ko Tu song lyrics, Songspk Mere Budhape Ko Tu download, Hindi bollywood song Mere Budhape Ko Tu free play online, Mere Budhape Ko Tu free song listen online, Hindi mp3 Mere Budhape Ko Tu bollywood hindi song