Search and Download your selected mp3 song



Mp3 song Movie song Bhojpuri song


derben_clove





free download Main pyar ka deewana From Ayee milan ki bela 1964


Song Lyrics Title : Main pyar ka deewana
Song Lyrics Movie : Ayee milan ki bela 1964
Singers : Mohammed Rafi
Song Lyricists : Hasrat Jaipuri
Music Composer : Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi


mp3 songs


Mai pyar kaa diwana sabse mujhe ulfat hain
Har phul mera dil hain, aur dil me mohabbat hain
Mai pyar kaa diwana sabse mujhe ulfat hain
Har phul mera dil hain, aur dil me mohabbat hain
Mai pyar kaa diwana

Ghabra ke khija gujri aur daur naya aaya
Insan ke jiwan me ik rang naya laya
Sine me nayi halchal,
Sine me nayi halchal, chehare pe bhi rangat hain
Mai pyar kaa diwana sabse mujhe ulfat hain
Har phul mera dil hain, aur dil me mohabbat hain
Mai pyar kaa diwana

Sunta hu mai lehro se sangit baharo ke
Dam lene ko rukta hu saye me chanaro ke
Kante ho kee angare
Kante ho kee angare chalna meri adat hai
Mai pyar kaa diwana sabse mujhe ulfat hain
Har phul mera dil hain, aur dil me mohabbat hain
Mai pyar kaa diwana

Too kya hain mujhe ek din mil jayey toh mai janu
Aur phul mere dil kaa khil jayey toh mai manu
Jalavo kaa pujari hu
Jalavo kaa pujari hu didar kee hasrat hain
Mai pyar kaa diwana sabse mujhe ulfat hain
Har phul mera dil hain, aur dil me mohabbat hain
Mai pyar kaa diwana...


Posted by : {Anamika Tyagi}

Recent and popular Tag cloud - playmp3song.com: Main pyar ka deewana song play online, online play Main pyar ka deewana mp3 song, listen Main pyar ka deewana mp3 songs, Main pyar ka deewana song lyrics, Main pyar ka deewana free play, Main pyar ka deewana mp3 song online, play online Main pyar ka deewana song, free Main pyar ka deewana song lyrics, Main pyar ka deewana listen online, Free Download Main pyar ka deewana song, Main pyar ka deewana song lyrics download, Main pyar ka deewana hindi song lyrics, Free Main pyar ka deewana download song lyrics, Free download Main pyar ka deewana song lyrics, Main pyar ka deewana mp3 song play online, Main pyar ka deewana mp3 song free play online, Main pyar ka deewana full mp3 song online, Main pyar ka deewana complete song lyrics, Main pyar ka deewana bollywood song, Main pyar ka deewana hindi bollywood mp3song, Mp3 song Main pyar ka deewana free listen online, Main pyar ka deewana hindi bollywood song play online, Download Main pyar ka deewana songspk, Download full Main pyar ka deewana song lyrics, Songspk Main pyar ka deewana download, Hindi bollywood song Main pyar ka deewana free play online, Main pyar ka deewana free song listen online, Hindi mp3 Main pyar ka deewana bollywood hindi song