Paththar 1985 - Download Mp3 Song

Paththar 1985
       
       
                     Deepak Bahry
                              Raamlaxman
                              Pandit Sudarshan
                              Om Puri, Anuradha Patel, Deepika
         
       
Aaj Ki Taaza Khabar Lyrics
         Song Title = Aaj Ki Taza Khabar
Movie/album = Paththar (1985)
Singers = Jaspal Singh
Song Lyricists = Pandit Sudarshan
Music Director = Raamlaxman (Vijay Patil)
Director = Deepak Bahry
Mp3 Song Lyrics
((Zinda akhbar hu mai
Julm ka shiakr hu mai
Zinda akhbar hu mai
Julm ka shiakr hu mai
Ek bebas satai hui
Abla ki pukar hu mai
Dhundta hai
Dhundta hai ek
Bhai bahan ko agar dagar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Koi papi kuchal
Gaya hai ek rakhi ko
Liye suni kalai
Ek bhai rota hai
Sochne jaisi bat
Hai ke aaj dunia me
Din dahade jo
Bebaso pe sitam hota hai
In hawao me
In hawao me kisne
Ghol diya hai ye jahar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Is aurat khilona
Ban gayi hai dunia me
Koi bhi uski abru se khel jata hai
Bhul ajta hai admi
Ke uska aurat se
Maa bahan beti ke jaisa
Pawitar nata hai
Tute sapno se
Tute sapno se ye
Riste kahi na jaye bikhar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Bhid me koi kho
Gaya dhundta koi
Shor itna hai ke
Awaz dub jati hai
Koi bhai jo wada
Apna yad karta hai
Bahan ki doli
Aankho me ubhar aati hai
Mere malik
Mere malik garib ki duao ko de asar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar
Aaj ki taza khabar.))
Posted by  : {Anamika Tyagi}
            
 
 


