Shirin Farhad 1956 - Download Mp3 Song

Shirin Farhad 1956
       
       
                     Aspi Irani
                              None
                              None
                              Madhubala, Pradeep Kumar, P. Kailash
         
       
Hazaaron Rang Badlega Lyrics
         Song Title = Hazaaron Rang Badlega
Movie/Album = Shirin Farhad (1956)
Singer(s) = Mohammed Rafi
Mp3 Song Lyrics
((Na hanso pyaar pe nadaaan zamane walo
kiya mitaooo gey muhabbat ko mitane walo
hazaro rang badle ga zamana
hazaro rang badle ga zamana
na badle ga muhabbat ka fasana
muhabbat ka fasana
hazaroo rang badle ga zamana
pighal jatey hein pather moom ho kar(0)
(0)
simat jatey hein katrey mein samander
muhabbat cherti hay jab tarana
muhabbat cherti hay jab tarana
na badle ga muhabbat ka fasana
muhabbat ka fasana
hazaroo rang badle ga zamana
muhabbat mout se bhi kiya mare gi
muhabbat mout se bhi kiya mare gi
zamane se muhabbat kiya dare gi
kay is ki thokaron mein hay zamana
kay is ki thokaron mein hay zamana
na badle ga muhabbat ka fasana
muhabbat ka fasana
hazaroon zang badle ga zamana
na badle ga muhabbat ka fasana
muhabbat ka fasana))
Posted by  : {Anamika Tyagi}
            
 
 


