Tere Mere Sapne 1971 - Download Mp3 Song

Tere Mere Sapne 1971
       
       
                     Vijay Anand
                              None
                              None
                              Dev Anand, Mumtaz, Hema Malini
         
       
Jaise Radha Ne Mala Lyrics
         Song Title = Jaise Radha Ne Mala
Movie/album = TERE MERE SAPNE 1971
Singer(s) = Lata Mangeshkar
Mp3 Song Lyrics
((jaise raadha ne maala japi shyaam ki ......[2]
main ne odhi chunariya tere naam ki 
tere naam ki ho piyaa, tere hi naam ki.....[2] 
jaise raadha ne maala japi shyaam ki
preet kya judi 
preet kya judi, dor kya bandhi 
preet kya judi 
preet kya judi, dor kya bandhi 
bina jatan bina yatan ho gayi main nayi 
bina mol ki main biki, bina daam ki 
raadha ne maala japi shyaam ki
main ne odhi chunariya tere naam ki 
kya tarang hai 
kya tarang hai, kya umang hai 
more ang ang racha pi ka rang hai ......[2]
sharm aayi, kaise kahu baat shyaam ki 
raadha ne maala japi shyaam ki
main ne odhi chunariya tere naam ki 
pa liya tujhe, pa liya 
pa liya tujhe, paai har khushi 
chaahu baar baar chadhoon teri paalki ........[2]
subah shaam ki ye pyaas bade kaam ki 
raadha ne maala japi shyaam ki
main ne odhi chunariya tere naam ki 
tere naam ki ho piyaa, tere hi naam ki
raadha ne maala japi shyaam ki
main ne odhi chunariya tere naam ki ))
Posted by : {Anamika Tyagi} 
            
 
 


