Saajan Bina Suhagan 1978 - Download Mp3 Song

Saajan Bina Suhagan 1978
       
       
                     Sawan Kumar Tak
                              Usha Khanna
                              Shyamalal Babu Rai
                              Rajendra Kumar, Nutan, Vinod Mehra
         
       
Madhuban Khushboo Deta Hai Mal Lyrics
         Song Title = Madhuban Khushboo Deta Hai Male
Movie/Album = Saajan Bina Suhagan 1978
Singer(s)  =  Yesudas
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Usha Khanna
Director = Sawan Kumar
Mp3 Song Lyrics
((madhuban khusbu deta hai
sagar sawan deta hai
jina uska jina hai jo oro ko jiwan deta hai
madhuban khusbu deta hai
suraj na ban paye to 
banke deepak jalta chal
suraj na ban paye to 
banke deepak jalta chal
pul mile ya angare 
sach ki raho pe chalta chal
pyar dilo ko deta hai
ashko ko daman deta hai
jina uska jina hai jo oro ko 
jiwan deta hai
madhuban khusbu deta hai
sagar sawan deta hai
madhuban khusbu deta hai
chalti hai laharake pawan
ke sans sabhi ki chalti rahe
chalti hai laharake pawan
ke sans sabhi ki chalti rahe
logo ne tyag diye jiwan
ke preet dilo me palti rahe
ke preet dilo me palti rahe
dil wo dil hai jo 
oro ko apni dhadkan deta hai
jina uska jo oro ko jiwan deta hai
madhuban khusbu sagar jiwan deta hai
madhuban khusbu..))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
            
 
 


