Suhana Safar 1970 - Download Mp3 Song

Suhana Safar 1970
       
       
                     Vijay
                              Laxmikant Pyarelal
                              Anand Bakshi
                              Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
         
       
Paise Ka Kya Yakeen Lyrics
         Song Title = Paise Ka Kya Yakeen
Movie/album = Suhana Safar (1970)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Vijay
Mp3 Song Lyrics
((Haye re paisa haye re paisa
Haye re paisa haye
Paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi
Paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi
Paise ka garur kya aisa bhi huzur kya
Daulat ka sarur kya aisa bhi huzur kya
Paise ke badle tumhari aankhe koi mange
Kya de doge
Kya de doge
Daulat ke badle tumhari izzat koi mange
Kya de doge
Kya de doge
Aao aao in paise walo ko samjhao
Paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi
Paise ka garur kya aisa bhi huzur kya
Daulat ka sarur kya aisa bhi huzur kya
Kya sohni ke pas koi jagir thi
Jo mahiwal hua diwana hua diwana
Kya majnu tha seth
Kya majnu tha seth koi
Jo dil de baithi laila
Ye batlana aji batlana
Jao jao us ladki diwani ko samjhao
Paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi
Paise ka garur kya aisa bhi huzur kya
Daulat ka sarur kya aisa bhi huzur kya
Dhadak sakte hai banke dil
Kabhi sine me
Ho kabhi sine me
Sona chandi
Ho sona chandi hi nahi
Kuch or bhi hota hai
Yaro jine me ha jine me
Jao jao us khidki ke niche gao
Paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi
Paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi
Paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi
Paise ka garur kya aisa bhi huzur kya
Daulat ka sarur kya aisa bhi huzur kya
Paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi
Paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi
Paise ka garur kya aisa bhi huzur kya
Daulat ka sarur kya aisa bhi huzur kya.))
Posted By : {Anamika Tyagi}
            
 
 


