Anand Ashram 1977 - Download Mp3 Song

Anand Ashram 1977
       
       
                     Shakti Samanta
                              Shyamal Mitra
                              Indeevar
                              Ashok Kumar, Uttam Kumar, Sharmila Tagore
         
       
Safal Wohi Jeevan Hai Lyrics
         Song Lyrics Title  = Safal Wohi Jeevan Hai
Song Lyrics Movie  = Anand Ashram (1977)
Singer  = Lata Mangeshkar
Song Lyricists  = Indeevar 
Music Composer  = Shyamal Mitra
Music Label  = Saregama
Mp3 Song Lyrics
((khushi bant te hai apni
le jo auro ke gham
vahi banate hai duniya ko
ek anand ashram
safal wohi jivan hai
auro ke liye jo arpan hai
safal wohi jivan hai
auro ke liye jo arpan hai
safal wohi jivan hai
pyar na bhulenge suraj ka
hum sab dharti wale
mar mar ker deta hai jivan
jal jal ke ujale
pyar na bhulenge suraj ka
hum sab dharti wale
mar mar ker deta hai jivan
jal jal ke ujale
safal wohi jivan hai
auro ke liye jo arpan hai
safal wohi jivan hai
auro ke liye jo arpan hai
safal wohi jivan hai
har dil me jeete hai wo
auro ke liye jo mar jaye
yaad wahi rahte hai jo
auro ke liye kuch ker jaye
khushi bant te hai apni
le jo auro ke gham
vahi banate hai duniya ko
ek anand ashram
ek anand ashram
ek anand ashram..))
Posted by : {Anamika Tyagi}
            
 
 


