Showbiz 2007 - Download Mp3 Song

Showbiz 2007
       
       
                     Raju Khan
                              Lalit Sen
                              Sayeed Qadri
                              Tushar Jalota, Mrinalini Sharma, Gulshan Grover, Sushant Singh
         
       
Tu Mujhse Jab Se I Lyrics
         Song Title = Tu Musjhse Jab Se Mila Hai Jana
Movie/Album =Showbiz
Singer(s) = K.K.
Music Director(s) = Lalit Pandit
Lyricist(s) = Sayeed Qadri
Mp3 Song Lyrics
((tu musjhse jab se mila hai jana, jeena hai kya yeh jaana
tu mujhse jab se juda hai jana, kud ko hai maine jaana
mujhe jeena aa gaya, (meherbaani shukriya - 3)) - 2
abb to bas tujko hai paana maqsad mera
abb to bas tujko hai chaahna mazhab mera
makhmali si baatein ho, mehki si kuch raatein ho
sandali teri saansein ho sanam
ab yeh kehna aa gaya, (meherbaani shukriya - 3)
har taraf dikhta hai abb toh chehra tera
har ghadi aatho peher haan shaamo subah
bolti meri aankhon ko, ankahi kuch baaton ko
padh bhi le to abb ai jaanemaan
gar to rakh le dil mera, (meherbaani shukriya - 3)
tu musjhse jab se mila hai jana, jeena hai kya yeh jaana
tu mujhse jab se juda hai jana, kud ko hai maine jaana
mujhe jeena aa gaya, (meherbaani shukriya - 3))
Posted By : {Anamika Tyagi}
            
 
 


